Mausam Awara Hain Lyrics - Amit Kumar

Mausam Awara Hain lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Itihaas (1987). Mausam Awara Hain Playful soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Mausam awara hain
Dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein
Mushkil guzara hain
Mausam awara hain
Dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein mushkil
Guzara hain ho ho ho..

bharatlyrics.com

Chhoti hain badi
Hain mulakaatein
Lambi hain mohabbat ki raatein
Rahene do na chhedo ye baatein
Jaane do ye kuchh
Din kuchh raatein
Ye jo zamana hain
Dushman humaara hain
Ye jo zamana hain
Dushman humaara hain
La la-la mausam awara hain
Dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein mushkil
Guzara hain ho ho ho..

Jee chahein kahin hum kho jaaye
Deewane zara se ho jaaye
Sapno ke sheher mein kho jaaye
Kuchh bhi ho na jaage so jaaye
Ho samjo zara kya
Matlab humara hain
Ho samjo zara kya
Matlab humara hain
La la-la mausam
Awara hain dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein
Mushkil guzara hain ho ho ho..

Thoda saa mujhe paas aane do
Aankhon mein mujhe bas jaane do
Sharmaake mujhe mar jaane do
Bas tauba mujhe ghar jaane do
Are aisi kyaa jaldi hain
Ye dil pukaara hain
Are aisi kyaa jaldi hain
Ye dil pukaara hain
La la-la mausam awara hain
Dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein mushkil
Guzara hain oye hoy ho..

Mausam awara hain
Dilbar nazara hain
Ye dil tumhara hain
Ye kya ishara hain
Is beqaraari mein mushkil
Guzara hain ho ho ho.

Mausam Awara Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

Leave a Reply