Mausam Bada Rangeela Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Mausam Bada Rangeela lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Zimbo Shaher Mein (1960). Mausam Bada Rangeela Masti soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Prem Dhawan.

Mausam bada rangila
Dil bhi to hai nashila
Mausam bada rangila
Dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo
Mausam bada
Rangila dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo
Mausam bada rangila

Sambhala nahi hai
Jata jab dil ko pyar aaye
Sambhala nahi hai
Jata jab dil ko pyar aaye
Jitni ho bekarari utna karar aaye
So bat ki ek bat hai etbar kar lo
Mausam bada
Rangila dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo
Mausam bada rangila

Bahki hai ye hawaye
Mahke hue najare
Bahki hai ye hawaye
Mahke hue najare
Samjho jara to kya
Kya karte hai ye ishare
Kal ho chuke aaj
Hi dil nishar kar lo
Mausam bada
Rangila dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo
Mausam bada rangila

bharatlyrics.com

Koi to aaj dil me
Arman ban ke aaye
Koi to aaj dil me
Arman ban ke aaye
Sune se ghar me
Koi mehman banke aaye
Darna hai kya jhum
Ke aankhe char karlo
Mausam bada rangila
Dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo
Mausam bada
Rangila dil bhi to hai nashila
Aise me aaj koi dil ke sath
Kuch khas bat kar lo.

Mausam Bada Rangeela Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download