Nazaro Ne Maara Hum Kya Kare Lyrics - Mohammed Rafi

Nazaro Ne Maara Hum Kya Kare lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Zimbo Shaher Mein (1960). The music of Nazaro Ne Maara Hum Kya Kare Dance, Masti track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho

Karke ye war deke ye gum
Pucha na hal kaise hai hum
Karke ye war deke ye gum
Pucha na hal kaise hai hum
Humse ye ched achi rahi
Wah se ye naz haye re sitam
Koi nahi chara mera kaise ho gujara
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho

bharatlyrics.com

Dekhke chal sambhla na dil
Hoke behal badla ye dil
Dekhke chal sambhla na dil
Hoke behal badla ye dil
Ulfat me aaj aisa fasa
Chaha hazar nikla na dil
Karke ishara deke jara sa sahara
Haye najro ne mara hum kya kare
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho
Nazro ne mara hum kya kare
Dil hai bechara hum kya kare
Teer laga kaha dil uda kidhar
Husn walo se pucho.

Nazaro Ne Maara Hum Kya Kare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download