Maya Moh Ke Mahal Sunhare Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Maya Moh Ke Mahal Sunhare lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Bansari Bala (1957). The music of Maya Moh Ke Mahal Sunhare Happy track is composed by Kamal Mitra while the lyrics are penned by Pandit Phani.

Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
In mahalo me sone wale
Din chadhte pachhtate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
In mahalo me sone wale
In mahalo me sone wale
Din chadhte pachhtate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai

bharatlyrics.com

Ye chandi wo sona hai
Ye mamta wo maya hai
Ye chandi wo sona hai
Ye mamta wo maya hai
Dhan daulat ka lalach karke
Kisne gharasth nibhaya hai
Inke pher me padkar jogi
Apna janam gavate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
Maya moh ke mahal sunhare

Ye moti wo hira milta
Itna moh satata hai
Ye moti wo hira milta
Itna moh satata hai
Pyas bhadti jati hai
Par hath ko kuch na aata hai
Aankhe andhi ho jati hai
Dil pathar ban jate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai
In mahalo me sone wale
Din chadhte pachhtate hai
Maya moh ke mahal sunhare
Sabka man bharmate hai.

Maya Moh Ke Mahal Sunhare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download