Meri Jholi Ko Bhar De Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Meri Jholi Ko Bhar De lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Maa Ke Aansoo (1959). Meri Jholi Ko Bhar De Religious soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Meri jholi ko
Bharde aye khuda
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko
Bharde aye khuda
Sadke mohammad ke
Gunehgaro ka bhi kar bhala
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko bharde

bharatlyrics.com

Hamare hal par data
Karam apna sada rakhan
Tuhi shaitan se iman walo
Ko bacha rakhna
Har ek tufan me dena aasra
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko
Bharde aye khuda
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko bharde

Samjhti hai ye duniya apna
Hum iman de denge
Magar iman ki khatir
Hum apni jan de denge
Hume is aasma isse bacha
Sadke mohammad ke
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko bharde
Aye khuda sadke
Mohammad ke
Meri jholi ko bharde

Teri rahmat ko hum ro roke
Aye malik jaga denge
Ye parde aasma ke hum
Duao se hila denge
Hame nure najar dekhi
Mila sakde mohammad ke
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko bharde
Aye khuda sadke
Mohammad ke
Gunehgaro ka bhi kar bhala
Sadke mohammad ke
Meri jholi ko bharde
Aye khuda sadke
Mohammad ke
Sadke mohammad ke
Sadke mohammad ke.

Meri Jholi Ko Bhar De Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download