Meri Padosan Lyrics - Mohammed Rafi

Meri Padosan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Simla Road (1969). Meri Padosan Romantic soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Asad Bhopali.

Meri padosan hai dil ki dushman
Meri padosan hai dil ki dushman
Jalim badi magrur hai
Phir bhi ye dil usi pe jan deta hai
Meri padosan hai dil ki dushman
Meri padosan hai dil ki dushman

bharatlyrics.com

Wo cham cham cham karke chalti hai
Wo cham cham cham karke chalti hai
Dil dhak dhak dhak kiya karta hai
Wo cham cham cham karke chalti hai
Dil dhak dhak dhak kiya karta hai
Din rat uska nam liya karta hai
Meri padosan
Meri padosan hai dil ki dushman
Meri padosan hai dil ki dushman
Jalim badi magrur hai
Phir bhi ye dil usi pe jan deta hai

Jo rat sath sath kabhi gujri hai
Jo rat sath sath kabhi gujri hai
Wo lakh lakh bar mujhse ruthi hai
Jo rat sath sath kabhi gujri hai
Wo lakh lakh bar mujhse ruthi hai
Mai janta hu ye berukhi jhuthi hai
Meri padosan hai dil ki dushman
Meri padosan hai dil ki dushman
Jalim badi magrur hai
Phir bhi ye dil usi pe jan deta hai

Wo dur dur dur mujhse rahti hai
Wo dur dur dur mujhse rahti hai
Mai sath sath sath uske chalta hu
Wo dur dur dur mujhse rahti hai
Mai sath sath sath uske chalta hai
Uske waste ye rashte badalta hu
Meri padosan
Meri padosan hai dil ki dushman
Meri padosan hai dil ki dushman
Jalim badi magrur hai
Phir bhi ye dil usi pe jan deta hai.

Meri Padosan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download