Milna Zaroor Tujhse Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Milna Zaroor Tujhse lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Jawalaa Dahej Ki (1982). The music of Milna Zaroor Tujhse Romantic track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Anjaan.

Mana safar hai muskil manzil bhi dur hai
Mana safar hai muskil manzil bhi dur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Hum majbur hai dil majbur hai
Hum majbur hai dil majbur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai

bharatlyrics.com

Dil se to pal bhar bhuli nahi
Kabhi teri yaad kahi
Dil se to pal bhar bhuli nahi
Kabhi teri yaad kahi
Mana hoga tune farebi mujhe
Mujhko hai pura yakeen
Mujhse to bhul hui ho
Mujhse to bhul hui dil bekasur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai

Tune to bairi piya tune to
Dil mera tod diya
Tune to bairi piya tune to
Dil mera tod diya
Virah ki suni suni raho me
Mujhe kaha chhod diya
Yeh bhi na jana maine
Yeh bhi na jana maine mera kya kasur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai

Roke chahe mujhko zamana sara
Manunga haar nahi
Roke chahe mujhko zamana sara
Manunga haar nahi
Tere liye mai to mit jaungi
Mitega ye pyar nahi
Marna bhi tere liye
Marna bhi tere liye mujhe manzur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Mana safar hai muskil manzil bhi dur hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai
Milna zaroor tujhse milna zaroor hai.

Milna Zaroor Tujhse Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download