Jalegi Kab Tak Isi Aag Mein lyrics, the song is sung by K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas) from Jawalaa Dahej Ki (1982). Jalegi Kab Tak Isi Aag Mein Sad soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Anjaan.
Arthi banke dulhan ki doli
Raah chali shamshaan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
Roz yaha pe bikta dulha
Jiska naam hai shaadi
Aise shaadi ko samjhe ham
Shaadi ya barbaadi
Roz yaha pe bikta dulha
Jiska naam hai shaadi
Aise shaadi ko samjhe ham
Shaadi ya barbaadi
Nainsafi kab tak aisi
Nainsafi kab tak aisi
Maalik tere vidhaan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
bharatlyrics.com
Dar dar dulhe ki talash mein
Bapu umar gawaye
Bebas maa aansu mein dube
Aur bahi bik jaaye
Dar dar dulhe ki talash mein
Bapu umar gawaye
Bebas maa aansu mein dube
Aur bahi bik jaaye
Duniya kya kya zulm kare
Duniya kya kya zulm kare
Kehkar marzi bhagwan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
Jaane kis anyayi ne
Bedard yeh niyam nikala
Ghar garib ka phoonkegi
Kab tak dahej ki jawalaa
Jaane kis anyayi ne
Bedard yeh niyam nikala
Ghar garib ka phoonkegi
Kab tak dahej ki jawalaa
Jaan ka sauda jaan ka sauda
Karegi rasme kanya daan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
Jalegi kab tak isi aag mein
Beti hindustaan ki
Beti hindustaan ki
Jalegi kab tak isi aag mein.