Mohabbat Binis Jaan Lyrics - Iqbal Siddiqui

Mohabbat Binis Jaan lyrics, the song is sung by Iqbal Siddiqui from Husn- E- Jaana: The Beauty Of My Beloved (1997). Mohabbat Binis Jaan Ghazal soundtrack was composed by Muzaffar Ali with lyrics written by Amir Khusrow.

Mohabbat binis jaanaa aayaa koii
Mohabbat binis jaanaa aayaa koii
Mohabbat se khaalii na paayaa koii
Mohabbat se khaalii na paayaa koii

bharatlyrics.com

Mohabbat se is kaar-khaane mein hai
Mohabbat se sab kuch zamaane mein hai
Mohabbat kii hai kaar pardaaziyaan
Mohabbat kii hai kaar pardaaziyaan
Ke aashiq se hotii hain jaanbaaziyaan
Ke aashiq se hotii hain jaanbaaziyaan

Mohabbat mein dil hii ko ro baithiye
Mohabbat mein jee muft kho baithiye
Mohabbat se hai intizaam-e-jahaan
Mohabbat se hai intizaam-e-jahaan
Mohabbat se gardish mein hai aasmaan
Mohabbat se gardish mein hai aasmaan

Mohabbat se aataa hai jo kuch kaho
Mohabbat se ho jo hargiz na ho
Mohabbat se hai yaaro ke rang zard
Mohabbat se hai yaaro ke rang zard
Dilon mein mohabbat se uththte hain dard
Dilon mein mohabbat se uththte hain dard.

Mohabbat binis jaanaa aayaa koii
Mohabbat se khaalii na paayaa koii
Mohabbat binis jaanaa aayaa koii.

Mohabbat Binis Jaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download