Musafir Hansi Khushi Ho Paar Lyrics - Surendra Nath

Musafir Hansi Khushi Ho Paar lyrics, the song is sung by Surendra Nath from Vishwas (1943). Musafir Hansi Khushi Ho Paar Happy soundtrack was composed by Feroz Nizami with lyrics written by Safdar Aah.

Musafir hansi khushi ho paar
Musafir hansi khushi ho paar
Musafir hansi khushi ho paar
Har sukhe patte ki ot se
Har sukhe patte ki ot se
Jhak rahi hai bahar
Jhak rahi hai bahar
Musafir hansi khushi ho paar
Musafir hansi khushi ho paar

Dukh ki raah mein sukh ki galiya
Dukh ki raah mein sukh ki galiya
God mein kato ki hai kaliya
God mein kato ki hai kaliya
Kiye hue sringar
Kiye hue sringar
Musafir hansi khushi ho paar
Musafir hansi khushi ho paar

Rain gayi wo suraj aaya
Rain gayi wo suraj aaya
Aasha ka ujiyara chaya
Aasha ka ujiyara chaya
Ab chinta bekar
Ab chinta bekar
Musafir hansi khushi ho paar
Musafir hansi khushi ho paar

bharatlyrics.com

Bahut badab desh tera
Jahan suhana sanjh savera
Bahut badab desh tera
Jahan suhana sanjh savera
Bas himmat mat har
Bas himmat mat har.

Musafir Hansi Khushi Ho Paar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download