Sawan Ki Ritu Bhaye Sajanva Lyrics - Mehtab, Surendra Nath

Sawan Ki Ritu Bhaye Sajanva lyrics, the song is sung by Mehtab, Surendra Nath from Vishwas (1943). Sawan Ki Ritu Bhaye Sajanva Happy soundtrack was composed by Feroz Nizami with lyrics written by Pandit Indra Chandra.

Sawan ki rut aayi sajanwa
Sawan ki rut aayi
Sawan ki rut bhaye sajanwa
Sawan ki rut bhaye
Sawan ki rut bhaye

Mori gali mein swang rachaye
Mori gali mein swang rachaye
Kunjan more nachaye
Kunjan more nachaye
Sawan ki rut bhaye sajanwa
Sawan ki rut bhaye
Sawan ki rut bhaye

bharatlyrics.com

Teri gali mein ek pardesi
Teri gali mein ek pardesi
Aaya hai aas lagaye
Aaya hai aas lagaye
Uski aas mein pyas chhipi hai
Uski aas mein pyas chhipi hai
Pyase ko kaun bulaye
Pyase ko kaun bulaye
Sawan ki rut bhaye sajaniya
Sawan ki rut bhaye
Sawan ki rut bhaye

Roop nagar ka lobhi jogi
Roop nagar ka lobhi jogi
Naino ka jal bichaye.

Sawan Ki Ritu Bhaye Sajanva Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download