Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Lyrics - Lata Mangeshkar

Na Aasman Na Sitare Fareb Dete lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Neela Aakash (1965). The music of Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Sad track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hamein to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasmaan

bharatlyrics.com

Bahar hasti huyi
Kyun chaman me aati hai
Bahar hasti huyi
Kyun chaman me aati hai
Ye char din ke liye
Phul kyu khilati hai
Nazar ko kyu ye
Nazare fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasmaan

Lagi hai aag khud
Apne hi aashiyane se
Lagi hai aag khud
Apne hi aashiyane se
Woh budnaseeb gila
Kya kare zamane se
Ke jisko apne hi pyare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman na sitare
Fareb dete hai
Hame to apne sahare
Fareb dete hai
Na aasman.

Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Na Aasman Na Sitare Fareb Dete is from the Neela Aakash (1965).

The song Na Aasman Na Sitare Fareb Dete was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Na Aasman Na Sitare Fareb Dete was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Na Aasman Na Sitare Fareb Dete were written by Raja Mehdi Ali Khan.

The music director for Na Aasman Na Sitare Fareb Dete is Madan Mohan Kohli.

The song Na Aasman Na Sitare Fareb Dete was released under the Saregama .

The genre of the song Na Aasman Na Sitare Fareb Dete is Sad.