Na Ho Gar Aashian Nahi Hota Lyrics - Jagjit Singh

Na Ho Gar Aashian Nahi Hota lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Your Choice (1993). The music of Na Ho Gar Aashian Nahi Hota Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Na ho gar aashna nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota
Buth kisi ka khuda nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota

bharatlyrics.com

Tum bhi oos waqt yaad aate ho
Tum bhi oos waqt yaad aate ho
Jab koi aasraa nahin hota
Jab koi aasraa nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota

Dil mein kitna sukoon hota hai
Dil mein kitna sukoon hota hai
Jab koi muddawa nahin hota
Jab koi muddawa nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota

Ho na jab tak shikar-e-naakami
Ho na jab tak shikar-e-naakami
Aadmi kaam ka nahin hota
Aadmi kaam ka nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota

Zindagi thi shabaab tak seemab
Zindagi thi shabaab tak seemab
Ab koi saaneha nahin hota
Ab koi saaneha nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota.

Na Ho Gar Aashian Nahi Hota Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download