Na Mano To Koi Shikayat Nahi Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Na Mano To Koi Shikayat Nahi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Ustad 420 (1969). The music of Na Mano To Koi Shikayat Nahi Romantic track is composed by Datta Naik while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.

Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi

Mohabbat tumhe hamse hogi jarur
Mohabbat tumhe
Mohabbat tumhe hamse hogi jarur
Magar ye bat ye yaad rakhna huzur
Rakhna huzur
Hame roz marne ki aadat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi

Dilaye tumhe kis tarah hum yaki
Dilaye tumhe
Dilaye tumhe kis tarah hum yaki
Tumhare siwa dil me koi nahi
Koi nahi
Tumhe bat karne ki fursat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi

bharatlyrics.com

Kiye hai jo is dil pe tumne sitam
Kiye hai jo
Kiye hai jo is dil pe tumne sitam
Lagaye hue hai kaleje se hum
Kaleje se hum
Sitam ab uthane ki himmat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi
Na mano to koi shikayat nahi
Magar ye na kahna mohabbat nahi.

Na Mano To Koi Shikayat Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download