Na Na Na Main Nahi Aati Lyrics - Alka Yagnik

Na Na Na Main Nahi Aati Lyrics - Alka Yagnik

Na Na Na Main Nahi Aati lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Sautela Bhai (1996). Na Na Na Main Nahi Aati Romantic soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum

Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Phir in labo ko apne labo se
Halke se chhedoge huzur
Ek to ye jawani hai akeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum

bharatlyrics.com

Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Haa kore badan ki saundhi mahek se
Kar dungi tumko bekarar
Hoga kya jo tabiyat khud kheli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum.

Na Na Na Main Nahi Aati Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply