Na To Vastra Mein Na Lyrics - Mukhtar Begum

Na To Vastra Mein Na Lyrics - Mukhtar Begum

Na To Vastra Mein Na Lyrics - Mukhtar Begum

Na To Vastra Mein Na lyrics, the song is sung by Mukhtar Begum from Prem Ki Aag (1936). Na To Vastra Mein Na Happy soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by .

Aaa haan aaa haan aaa aaa
Haan aa aa haan aa haan aa
Aa haan aa haan haan
Aa aa aa aa aa aa aa

Na to vastra mein
Na to dhan mein hai
Na to van na rajbhawan mein hai
Sati naariyon ka suhaag sukh
Pati dev ke charnan mein hai hai
Sati naa wo hi hai saubhagyawati
Sati jo paida ek din pati

bharatlyrics.com

Sukh chain jeevan shaanti ee ee
Pati naam ke simran mein hai ae
Sukh chain jeevan shaanti
Raam ke simran mein hai
Pati jaap se kanya aa hai
Pati naam hi ras-khaan hai
Hirday ka sukh pati prem mein
Aankhon ka sukh darshan mein hai
Hirday ka sukh pati prem mein
Aankhon ka sukh darshan mein hai
Hirday ka sukh pati prem mein
Aankhon mein sukh darshan mein hai
Na to vastra mein.

Na To Vastra Mein Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *