Naa Aane Ke Tere Lyrics - Nina Mehta, Rajendra Mehta

Naa Aane Ke Tere lyrics, the song is sung by Nina Mehta, Rajendra Mehta from Manzar Manzar (1989). Naa Aane Ke Tere Ghazal soundtrack was composed by Rajen Bhoorey with lyrics written by Surender Malik Gumnam.

Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tumhein dekha kar gul lage muskurane
Tumhein dekha kar gul lage muskurane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Bhulane mein unko lagenge zamane
Bhulane mein unko lagenge zamane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

bharatlyrics.com

Agar raat mein chand se gufatgu ho
Agar raat mein chand se gufatgu ho
Agar raat mein chand se gufatgu ho
Zara puchh na mere dil ke fasaane
Zara puchh na mere dil ke fasaane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Nahi roz aate ye mosam suhaane
Nahi roz aate ye mosam suhaane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane
Naa aane ke tere bahot hain bahane.

Naa Aane Ke Tere Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download