Teri Aankhon Ka Deewana Lyrics - Rajendra Mehta

Teri Aankhon Ka Deewana lyrics, the song is sung by Rajendra Mehta from Manzar Manzar (1989). Teri Aankhon Ka Deewana Ghazal soundtrack was composed by Rajen Bhoorey with lyrics written by Sudarshan Faakir.

Teri aankhon ka deewana
Tod aaya hain paimaana
Teri aankhon ka deewana
Tod aaya hain paimaana
Tere ghar ka patta paakar
Tere ghar ka patta paakar
Chhod aaya hain maikhana
Teri aankhon ka deewana
Tod aaya hain paimaana
Tere ghar ka patta paakar
Tere ghar ka patta paakar
Chhod aaya hain maikhana
Teri aankhon ka deewana

bharatlyrics.com

Kyun na khud par woh itraaye
Jiske khwabon mein tu aaye
Kyun na khud par woh itraaye
Jiske khwabon mein tu aaye
Ik farista to kyaa zaalim
Ik farista to kyaa zaalim
Gar khuda bhi woh ban jaaye
Teri kadmo pe rakh dega
Teri kadmo pe rakh dega
Chaand sirato ka nazarana
Teri aankhon ka deewana

Husn ne se apne sarmaaye
Apne aanchal ko lehraye
Husn ne se apne sarmaaye
Apne aanchal ko lehraye
Zulf kaandhe par bikhra kar
Zulf kaandhe par bikhra kar
Tu kabhi jo idhar aaye
Ban ke jannat mehek uthe
Ban ke jannat mehek uthe
Hum fakeeron ka viraana
Teri aankhon ka deewana

Jiski nazaron mein sab tu hain
Zindagi ka sabab tu hain
Jiski nazaron mein sab tu hain
Zindagi ka sabab tu hain
Naam tera jo leta hain
Naam tera jo leta hain
Jiski duniya ka rab tu hain
Kyaa sitam hain ki mehfil mein
Kyaa sitam hain ki mehfil mein
Tune usko na pehchana
Teri aankhon ka deewana
Tod aaya hain paimaana
Tere ghar ka patta paakar
Tere ghar ka patta paakar
Chhod aaya hain maikhana
Teri aankhon ka deewana.

Teri Aankhon Ka Deewana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download