Naino Mein Suraj Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Naino Mein Suraj lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Basant (1960). Naino Mein Suraj Romantic soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Naino me suraj ki kirne
Chanda jaisa rup hai
Naino me suraj ki kirne
Chanda jaisa rup hai
Bachna babu jal nahi
Jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne
Chanda jaisa rup hai

Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Kaise pahuchega tu chakor re
Par tere kamjor re
Par tere kamjor re
Pagal panchi ye nahi jane
Chanda kitni dur hai
Bachna babu jal nahi jana
Bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne
Chanda jaisa rup hai

bharatlyrics.com

Phul ki khatir mali ko
Kaato se nibhana padta hai
Phul ki khatir mali ko
Kaato se nibhana padta hai
Pyar to hai ek aag ka dariya
Dub ke jana padta hai
Dub ke jana padta hai
Jo kuchh hoga sab
Sahlenge is dil ko manjur hai
Bachna babu jal nahi
Jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne
Chanda jaisa rup hai.

Naino Mein Suraj Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download