Nawjawanon Ka Zamana Hai Lyrics - Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod

Nawjawanon Ka Zamana Hai lyrics, the song is sung by Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod from Parampara (1993). The music of Nawjawanon Ka Zamana Hai Masti track is composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

bharatlyrics.com

Is duniya se yeh kaho
Humse milaye kadam
Ye pichhe na rah jaye
Age nikal jaye hum
Hum hawa se bhi tezz chalte hai
Hame sari duniya ko jhukana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai

Jeene ka andaaz
Yeh muskil bhi asana bhi
Dil jise diya hamne di hai use jaan bhi
Pyar hamare liye hai kya
Bas jeene marne ka ek bahana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai.

Nawjawanon Ka Zamana Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download