Nazdeek Na Aana Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shiv Dayal Batish

Nazdeek Na Aana lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shiv Dayal Batish from Bahu Beti (1953). The music of Nazdeek Na Aana Happy track is composed by Shiv Dayal Batish while the lyrics are penned by Kaifi Azmi.

Nazdeek na aana
Mujhe na hath lagana
Yeh mohabbat nahi achhi
Yeh mohabbat nahi achhi
Dil mera chura na
Mujhe deewana bana na
Yeh shararat nahi achhi
Yeh shararat nahi achhi

Jao mere majnu
Kisi shahra ko basao
Aur khakh udao
Laila meri tum naam
Na lalila ka hansao
Aankhe na churao
Ab pyar jatana na
Kabhi aankh ladana
Ke yeh aadat nahi achhi
Ke yeh aadat nahi achhi
Tiraf chalana meri
Nazro ka bahana
Yeh shikayat nahi achhi
Yeh shikayat nahi achhi

Main sharam se mar
Jaungi ab chhod kalayi
Deti hu duhayi
Jab mere dil mein
Mohabbat ki lagai
Tab laaz na aayi
Ulfat ka fasana kahi
Sun le na zamana
Yeh murabbat nahi achhi
Yeh murabbat nahi achhi
Gardan ki jhukana
Kabhi daman ko chhudana
Yeh nazakat nahi achhi
Yeh nazakat nahi achhi

Kyu tere liye main dil ka
Sukh chain luta du
Aur hosh gawa du
Aa kan mein chupke se
Main ek bat bata du
Aur pyar sikha du

bharatlyrics.com

Mujhko na banana
Hume ulfat ka nishana
Yeh musibat nahi achhi
Yeh musibat nahi achhi
Mausam yeh suhana
Yu baato mein gawana
Yeh zimakat nahi achhi
Yeh zimakat nahi achhi.

Nazdeek Na Aana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download