Niklo Na Benaqab Lyrics - Pankaj Udhas

Niklo Na Benaqab lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Jashn (2006). Niklo Na Benaqab Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .

Be parada nazar aayi
Jo kal chand biwiya
Be parada nazar aayi
Jo kal chand biwiya
Akbar jamin mein gairat
Koni se gad gaya
Puchha jo maine aap ka
Parada wo kya huva
Kehane lagi ke akll par
Marado ke pad gaya

Niklo na benaqab
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai

bharatlyrics.com

Sab kuchh hamein khabar
Hai nasihat na kijiye
Sab kuchh hamein khabar
Hai nasihat na kijiye
Sab kuchh hamein khabar
Hai nasihat na kijiye
Sab kuchh hamein khabar
Hai nasihat na kijiye
Kya honge hum kharaab
Zamana kharaab hai
Kya honge hum kharaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai

Pine ka dil jo chahe un
Aankhon se pijiye
Pine ka dil jo chahe un
Aankhon se pijiye
Pine ka dil jo chahe un
Aankhon se pijiye
Pine ka dil jo chahe un
Aankhon se pijiye
Mat pijiye sharab
Zamana kharaab hai
Mat pijiye sharab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai

Matalab chhupa huva hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huva hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huva hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huva hai
Yahan har sawaal mein
Do sochkar jawaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai

Raashid tum aa gaye ho
Na aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho
Na aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho
Na aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho
Na aakhir fareb mein
Kehate na the janaab
Zamana kharaab hai
Kehate na the janaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai
Zamana kharaab hai.

Niklo Na Benaqab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download