Nuktaachi Hai Gam Lyrics - Kundan Lal Saigal

Nuktaachi Hai Gam lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Yahudi Ki Ladki (1933). Nuktaachi Hai Gam Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by Mirza Ghalib.

Nuktaachi hai
Gam-e-dil usako
Sunaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan
Baat banaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan
Baat banaaye na bane

Mai bulaataa to hun
Usako magar ai jazbaa-e-dil
Mai bulaataa to hun
Usako magar ai jazbaa-e-dil
Us pe ban jaaye kuchh aisi
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Nuktaachi hai gam-e-dil
Usako sunaaye

bharatlyrics.com

Bojh wo sar pe giraa
Bojh woh sar se giraa
Hai ki uthaaye na uthe
Kaam wo aan padaa
Hai ke banaaye na bane
Kaam wo aan padaa
Hai ke banaaye na bane
Nuktaachi hai gam-e-dil
Usako sunaaye

Ishq par zor nahi
Ishq par zor nahi hai
Ye vo aatish gaalib
Ke lagaaye na lage
Ke lagaaye na lage
Aur bujhaaye na ban
Ke lagaaye na lage
Aur bujhaaye na bane
Nuktaachi hai gam-e-dil
Usako sunaaye.

Nuktaachi Hai Gam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download