O Tujhpe Salaam Aey Mere Lyrics - G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali

O Tujhpe Salaam Aey Mere lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali from Sohni Mahiwal (1946). The music of O Tujhpe Salaam Aey Mere Playful track is composed by Lal Mohammad while the lyrics are penned by Swami Ramanand Saraswati.

O tujhpe salam
O tujhpe salam aey mere
Nakam e mohabbat
Nakam e mohabbat
Pahuncha de saba
Pahuncha de saba
Usko ye paigaam e mohabbat
Paigaam e mohabbat aankho
Aankho mein nazar aata hai
Anjaam e mohabbat
Anjaam e mohabaat
Aankho mein nazar aata hai
Anjaam e mohabbat
Anjaam e mohbaat
Jiti hoon main le le ke
Phakat naam e mohabbat
Jiti hoon main le le ke
Phakat naam e mohabbat
O naam e mohabbat
Haaye naam e mohabbat
O tujhpe salam
O tujhpe salam

Tumse to shikaayat nahi
Tumse to shikaayat nahi
Kismat ka gilaa hai
Ye mujhko silaa
Dil ke lagaane ka mila hai
Ye mujhko silaa
Dil ke lagaane ka mila hai
Roun to mere haal
Roun to mere haal pe
Hanstaa hain zamana
Roun to mere haal pe
Hanstaa hain zamana
Ae jaan e mohabbat
Ae jaan e mohabbat
Mujhe bhul na jaana
Ae jaan e mohabbat
Mujhe bhul na jaana
O tujhpe salam
O tujhpe salam

Main teri hoon main teri
Main teri hoon main teri
Zamaane ko khabar hai
Zamaane ko khabar hai
Jo haal udhar tera
Wo hi haal idhar hai
Jo haal udhar tera
Wo hi haal idhar hai
O tujhpe salam
O tujhpe salam

bharatlyrics.com

Tum qaid huyin milne
Se majbur huye ham
Tum qaid huyin milne
Se majbur huye ham
Ye qaid kya cheez
Khudai ko jalaa doon
Fariyaad ke naalon se
Qayaamat ko jagaa doon
Aasaan nahi duniya se
Mohabbat ko mitaana aa.

O Tujhpe Salaam Aey Mere Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download