Pa Ke Nazro Ka Ishara Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Pa Ke Nazro Ka Ishara lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Kaneez (1949). Pa Ke Nazro Ka Ishara Romantic soundtrack was composed by Ghulam Haider, Hansraj Behl with lyrics written by Sarshar Sailani.

Pa ke nazaro ka ishara
Hum bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara
Hum bhi unke ho gaye
Pa ke nazaro ka ishara
Hum bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

bharatlyrics.com

Pee ko ham pehli nazar
Mein rah gaye dil tham ke
Pee ko ham pehli nazar
Mein rah gaye dil tham ke
Jab mili nazare dobara
Jab mili nazare dobara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke nazaro ka ishara
Hum bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

Labh abhi khulne na paye
The kisi ke samne
Labh abhi khulne na paye
The kisi ke samne
Us se pehle dil pukara
Us se pehle dil pukara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke nazaro ka ishara
Hum bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara

Ek zara aans mila kar
Dekh leti berukhi
Ek zara aans mila kar
Dekh leti berukhi
Ho gaya koi hamara
Ho gaya koi hamara
Ham kisi ke ho gaye
Pa ke nazaro ka ishara
Hum bhi unke ho gaye
Le ke ulfat ka sahara
Hum bhi unke ho gaye
Pa ke nazaro ka ishara.

Pa Ke Nazro Ka Ishara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download