Paas Rah Kar Juda Si Lagti Hain Lyrics - Chandan Dass

Paas Rah Kar Juda Si Lagti Hain lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Inayat (1991). The music of Paas Rah Kar Juda Si Lagti Hain Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Dr. Bashir Badr.

Paas rah kar juda si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain

Main tumhare bageir bhi jee loon
Main tumhare bageir bhi jee loon
Ye duaa bad-duaa si lagti hain
Ye duaa bad-duaa si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain

Naam uska likha hain aankhon mein
Naam uska likha hain aankhon mein
Aansoo o ki khata si lagti hain
Aansoo o ki khata si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain

bharatlyrics.com

Woh abhi iss taraf se ghujra hain
Woh abhi iss taraf se ghujra hain
Yeh zameen aasmaan si lagti hain
Yeh zameen aasmaan si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain

Pyaar karna bhi zurm hain shayad
Pyaar karna bhi zurm hain shayad
Aaj duniya khafa si lagti hain
Aaj duniya khafa si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hain
Paas rah kar juda si lagti hain.

Paas Rah Kar Juda Si Lagti Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download