Shabo Roz Mausam Badalte Rahe Lyrics - Chandan Dass

Shabo Roz Mausam Badalte Rahe lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Inayat (1991). Shabo Roz Mausam Badalte Rahe Ghazal soundtrack was composed by Chandan Dass with lyrics written by Sir Hassan Akbar Kamal.

Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe

bharatlyrics.com

Mohabbat wafa dosti inqlaab
Mohabbat wafa dosti inqlaab
Khilaune bana ne mehlte rahe
Khilaune bana ne mehlte rahe
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe

Khabar thi ki manzil nahin hain koi
Khabar thi ki manzil nahin hain koi
Magar humko chalna thaa chalte rahe
Magar humko chalna thaa chalte rahe
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe

Charag apni aakhon mein
Khaabon ke rang
Charag apni aakhon mein
Khaabon ke rang
Jhalate rahein aur jhalte rahe
Jhalate rahein aur jhalte rahe
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe

Na badala kabhi bikane walo ka roop
Na badala kabhi bikane walo ka roop
Kharidaar chehare badalte rahein
Kharidaar chehare badalte rahein
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Main gham purano mein dhalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe
Shabo roz mausam badalte rahe.

Shabo Roz Mausam Badalte Rahe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download