Parwaane Ko Bujhe Diye Lyrics - Kalyani Das

Parwaane Ko Bujhe Diye lyrics, the song is sung by Kalyani Das from Zameen Asmaan (1946). The music of Parwaane Ko Bujhe Diye Playful track is composed by Kamal Dasgupta while the lyrics are penned by Faiyyaz Hashmi.

Parwaane ko bujhe diye
Par kabhi na jaate dekha
Parwaane ko bujhe diye
Par kabhi na jaate dekha
Jale diye par laakho ko
Hai jaan lutaate dekha
Naye saaz ki lahar mein
Sabko mauj manaate dekha
Tute taar pe hamne hamne
Kisi ko kabhi na gaate dekha

Soye taar pe kisi ko aaj
Kisi ko aaj preet jagaate dekha
Soye taar mein kisi ko aaj
Kisi ko aaj preet jagaate dekha
Chaar aankhon ko chupke chupke
Hamne gaate dekha

bharatlyrics.com

Ujde ban mein basant rut ko
Aaj hai aate dekha kaliyon ko hai
Sukhi daal par muskaate dekha
Aaj preet ki dulhan ko
Ghunghat sarkaate dekha
Aaj preet ki dulhan ko
Ghunghat sarkaate dekha
Aaj chakori ke man mein
Chandaa ko samaate dekha
Chandaa ko samaate dekha.

Parwaane Ko Bujhe Diye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download