Phool Gulaab Ka Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Phool Gulaab Ka lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Biwi Ho To Aisi (1988). Phool Gulaab Ka Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Sameer.

Phool gulaab kaa
Phool gulaab kaa lakho mein
Hajaro mein ek chehara janab kaa
Phool gulaab kaa

Han jhonke surur ke jhonke surur ke
Aisi tarife karna sikhe koyi hujur se
Phool gulaab kaa
Jhonke surur ke

bharatlyrics.com

Gore gore hatho mein
Mehendi mehkati hai
Gore gore hatho mein
Mehendi mehkati hai
Phool si kalayi mein
Chudi khankati hai,
Mauje janab ki mauje janab ki
Mathe pe chamakati bindiya hijab ki
Phool gulaab kaa…….

Khushbuyo ke saye mein
Kya kya gul bute hain
Khushbuyo ke saye mein
Kya kya gul bute hain
Prem rang sachcha hai
Baki rang jhuthe hain,
Mausam javan hai mausam javan hai
Tauba bolu kya bolu mushkil
Mein jan hai jhonke surur ke

Thami thami lahare hain
Ruka ruka pani
Thami thami lahare hain
Ruka ruka pani
Teri meri aankho mein
Rat ki kahani
Hai wada bahar kaa, umrr
Bhar gayenge nagma yeh pyar kaa
Phool gulaab kaa.

Phool Gulaab Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download