Phoolon Se Dosti Hai Lyrics - Mohammed Rafi

Phoolon Se Dosti Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Duniya Jhukti Hai (1960). The music of Phoolon Se Dosti Hai Happy track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Phulo se dosti hai kanto se yari hai
Aise maje ki hoye aise maje ki
Pyare jindagi hamari hai
Phulo se dosti hai kanto se yari hai
Aise maje ki pyare jindagi hamari hai

bharatlyrics.com

Samjha khushi to khushi gum ko na gum
Maut ke bhi namse na ghabraye hum
Samjha khushi to khushi gum ko na gum
Maut ke bhi namse na ghabraye hum
Kasti sada hi majhdar me utari hai
Aise maje ki hoye aise maje ki
Pyare jindagi hamari hai
Phulo se dosti hai kanto se yari hai
Aise maje ki pyare jindagi hamari hai

Chahe jamin ho ya ho aasman
Thokar me apni hai dono jahan
Chahe jamin ho ya ho aasman
Thokar me apni hai dono jahan
Jitni gujari shan se gujari hai
Aise maje ki hoye aise maje ki
Pyare jindagi hamari hai
Phulo se dosti hai kanto se yari hai
Aise maje ki pyare jindagi hamari hai

Apni khatao pe bhi naj hai
Juda sari dunia se andaz hai
Apni khatao pe bhi naj hai
Juda sari dunia se andaz hai
Biwi nahi hai or phir bhi khumari hai
Aise maje ki hoye aise maje ki
Pyare jindagi hamari hai
Phulo se dosti hai kanto se yari hai
Aise maje ki pyare jindagi hamari hai.

Phoolon Se Dosti Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download