Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe Lyrics - Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy

Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy from Jamai Raja (1990). Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Javed Akhtar.

Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu,
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu,
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja,
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa,
Mere dil mein sama
Pyaar huwa hain
Mujhe aur tujhe
Pyaar huwa hain
Mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu,
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu,
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja,
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa,
Mere dil mein sama
Pyaar huwa hain mujhe

bharatlyrics.com

Dil ka kahaan hum maan gaye,
Tum maano na maano
Hona hai kya hum jaan gaye,
Tum jaano na jaano
Dil ka kahaan hum maan gaye,
Tum maano na maano
Hona hai kya hum jaan gaye,
Tum jaano na jaano
Raaton ke sapane aayenge
Sapano mein hum kho jaayenge
Hum deewaane
Kehlaayenge jaayenge jahaan
Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu,
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu,
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja,
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa,
Mere dil mein sama
Pyaar huwa hain mujhe

Tera mera ikraar huwa
Abb darana kaisa
Keh toh diya ha pyaar
Huwa abb darana kaisa
Tera mera ikraar huwa
Abb darana kaisa
Keh toh diya ha pyaar
Huwa abb darana kaisa
Aandhi aaye paani aaye
Koyi rasta rok na paaye
Abb jo hona hain ho jaaye
Hum de denge jaan
Pyaar huwa hain
Mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu,
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu,

Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja,
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa,
Mere dil mein sama
Pyaar huwa hain
Mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu,
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu,
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja,
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa,
Mere dil mein sama
Pyaar huwa hain mujhe.

Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download