Pyar Bhara Kajara Lyrics - Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam

Pyar Bhara Kajara lyrics, the song is sung by Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam from Khoon Ka Badla Khoon (1978). The music of Pyar Bhara Kajara Dance, Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke
Motiyo ki nathni nakiya me dal ke
Mai sadke teri chal ke
Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke
Motiyo ki nathni nakiya me dal ke
Mai sadke teri chal ke
Zulfo ka jal saiya mukhde pe dal ke
Ankhiyo ke tir lai pure solah sal ke
Tujhko nachaungi re ghunghru nikal ke
Tu bachna meri chal se
Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke

bharatlyrics.com

Tu hai meri jaan o laila
Phul kahe sab mere badan ko
Koi na mile re mere jaisi
Thanda kar de dil ki jalan ko
Mar gaye hum to
Dekh dekh tere gore gore gal re
Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke
Motiyo ki nathni nakiya me dal ke
Mai sadke teri chal ke
Zulfo ka jal saiya mukhde pe dal ke
Ankhiyo ke tir lai pure solah sal ke
Tujhko nachaungi re ghunghru nikal ke
Tu bachna meri chal se
Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke

Sapno ki tere mai shahjadi
Phul jhadiya chhute mere badan se
Makhmal par bhi chhil chhil jaye
Aise najuk pav hai mere
Khud ko dekha darpan me
Mai mar gayi apne hal pe
Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke.

Pyar Bhara Kajara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download