Pyar To Hota Hai Pyar Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Pyar To Hota Hai Pyar lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Parwana (2003). The music of Pyar To Hota Hai Pyar Love track is composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod while the lyrics are penned by Afsar (Mir Afsar Ali), Sameer.

Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Har saans mein
Ab teri baat hai
Meri zindagi ab
Mere saath hai
Tu ban gayi
Hai zaroorat meri
Tere liye hai mohabbat meri
Maine sunaa isko tune sunaa
Ye ishq hai dhadkanon ki sadaa
Dil pe chhaya
Hai iskaa khumaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Sun mere yara yara yaa raa
Sun mere yara yara yaa raa

bharatlyrics.com

Aisaa kabhi pahle
Hota na thaa
Meraa chain to
Aise khota na thaa
Kaise huyi aisi haalat meri
Paagal banaati hai chaahat teri
Tujhko khabar na
Mujhe thaa pataa
Is dard ki na koi hai davaa
Ham to rahne lage beqraar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar.

Pyar To Hota Hai Pyar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download