Pyar To Pyar Hai Lyrics - Mohammed Aziz

Pyar To Pyar Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Mohabat Ka Paigham (1989). The music of Pyar To Pyar Hai Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan.

Pyar to pyar hai pyar ka
Umar se kya wasta
Pyar to jab hua ho
Aya kyu hua ye kya pata
Kya pata kya pata

Dil to dil hain ye dil ka bharosha kya
Jispe aa jaye uspe aa jaye
Dil to dil hain ye dil ka bharosha kya
Jispe aa jaye uspe aa jaye
Ishq mein banke mehma dil ka
Dil mein jo aaye dil se na jaye
Kab koi dilruba dil mein
Yun aa base ye kya pata
Pyar to pyar hain pyar ka umar se
Kya wasta wasta wasta

bharatlyrics.com

Ho ishq dil ke lahu ki rawani hain
Ye jo tham jaye dum nikal jaye
Ishq dil ke lahu ki rawani hain
Ye jo tham jaye dum nikal jaye
Ishq deewane dil ki jawani jaye
Umar dhal jaye ye na dhal paye
Ishq mein umar ki bandishe
Dil kaha hai manta
Pyar to pyar hain pyar ka umar se
Kya wasta wasta wasta

Ye mohabbat to dil ki ibadat hain
Usne jana hain jo deewana hain
Ye mohabbat to dil ki ibadat hain
Usne jana hain jo deewana hain
Pyar to man ke mandir ki murat hain
Jisne dekha hain usne mana hain
Ishq kya cheez hain
Ye jaha ye kaha hain janta
Pyar to pyar hai pyar ka
Umar se kya wasta
Pyar to jab hua ho
Aya kyu hua ye kya pata
Kya pata kya pata.

Pyar To Pyar Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download