Raat Nashili Rang Rangeeli Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Raat Nashili Rang Rangeeli lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Chhoo Mantar (1956). The music of Raat Nashili Rang Rangeeli Happy track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar.

Raat nashili rang
Rangili mast hawa
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili

Raat nashili rang
Rangili mast hawa
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili

Unke ke liye ye rup suhana
Pyar ki daulat dil ka khajana
Unke ke liye ye rup suhana
Pyar ki daulat dil ka khajana
Hasana gana aur balkhana
Hasana gana aur balkhana
Zulf mahekati chal
Bahekati shuk ada
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili

Raat nashili rang
Rangili mast hawa
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili

Unse kahna chain na aaye
Yaad tumhari dil ko sataye
Unse kahna chain na aaye
Yaad tumhari dil ko sataye
Chanchal raina biti jaye
Chanchal raina biti jaye
Dekh sajanwa pyar
Ka vada bhul na ja
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili

bharatlyrics.com

Raat nashili rang
Rangili mast hawa
Ja mere chanda unko
Kahi se dundh ke la
Raat nashili.

Raat Nashili Rang Rangeeli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download