Rab Jaisa Roop Tumhara lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Meera Ka Mohan (1992). The music of Rab Jaisa Roop Tumhara Romantic track is composed by Arun Paudwal while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Ho sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Ho sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Pyar me mere itani agan hai,
Sooraj mein bhi na hogi
Pyar me mere itani agan hai,
Sooraj mein bhi na hogi
Teri lagan ne tabhi toh
Mujhako bana diya teraa jogi
Jaise moti jaise tara,
Vaise chamake ang tumhara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Lab isaliye hasin nahi
Phoolo se woh khilate hain
Lab isaliye hasin nahi
Phoolo se woh khilate hain
Phool hasin hai isaliye ke
Hontho se woh milate hain
Aankhe teri jeevan dhara,
Har ik tara in par vaara
bharatlyrics.com
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara.