Rang Aur Noor Ki Baraat Lyrics - Mohammed Rafi

Rang Aur Noor Ki Baraat lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Gazal (1964). Rang Aur Noor Ki Baraat Sad soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karoon
Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun

Maine jazbaat nibhaye hain
usulon ki jagah
Maine jazbaat nibhaye hain
usuon ki jagah
Apne armaan piro laya hun
phulon ki jagah
Tere chehre ki
Tere chehre ki ye saugaat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun

Ye mere sher mere
aakhri nazraane hain
Ye mere sher mere
aakhri nazraane hain
Main un apnon mein hain
Jo aaj se begaane hain
Betaaluq si mulaaqaat
kise pesh karun
Betaaluq si mulaaqaat
kise pesh karun
Ye muradon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun

Surkh jode ki tabotaab
mubaarak ho tujhe
Surkh jode ki tabotaab
mubaarak ho tujhe
Teri aankhon ka naya khwab
mubaarak ho tujhe
Ye meri khwaahish ye khayalat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun

bharatlyrics.com

Kaun kahta hai ke chaahat pe
sabhi ka haq hai
Kaun kahta hai ke chaahat pe
sabhi ka haq hai
Tu jise chaahe tera pyaar
usi ka haq hai
Mujhse kahde
Mujhse kahde main tera haath
kise pesh karun
Mujhse kahde main tera haath
kise pesh karun
Ye muradon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun
Rang aur noor ki baraat
kise pesh karun
Ye muraadon ki haseen raat
kise pesh karun
Kise pesh karun
kise pesh karun
Kise pesh karun
kise pesh karun.

Rang Aur Noor Ki Baraat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download