Saare Shahar Ke Sharabi Lyrics - Alka Yagnik, Anuradha Paudwal

Saare Shahar Ke Sharabi lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Anuradha Paudwal from Sarfarosh (1985). Saare Shahar Ke Sharabi Item Numbers soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain
Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain
Pichch pade hain dekho
Pichch pade hain
Mere pichch pade hain

Band hua mera ghar se nikalna
Band hua mera ghar se nikalna
Mushkil hua mera raste pe chalna
Paav kaha rakhu dil le ke
Mere kadamo ke niche khade hain
Paav kaha rakhu dil le ke
Mere kadamo ke niche khade hain
Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain

bharatlyrics.com

Pania bharan main jau kaise
Jau kaise ha jau kaise
Pania bharan main jau kaise
Jau to ha vapas aau kaise aau kaise
Janam janam ke vo pyase
Gali ke panghat pe khade hain
Janam janam ke vo pyase
Gali ke panghat pe khade hain
Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain
Drunkuts so bold city bombay
O sister in law in after mein

Kam nahin meri
Koi saheli koi saheli
Ha koi saheli
Kam nahin meri koi saheli
Kahe fase meri jan akeli jan akeli
Konse hire moti nigode
Ja mujh mein jade hain
Konse hire moti nigode
Ja mujh mein jade hain
Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain
Saare shahar ke sharabi
O bhabhi mere pichch pade hain.

Saare Shahar Ke Sharabi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download