Saat Talon Mein Rakh Lyrics - Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy

Saat Talon Mein Rakh lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy from Loha (1987). Saat Talon Mein Rakh Item Numbers soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Farooq Qaiser.

Saat talon mein rakh sato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh sato pardo mein rakh
Tere dil ko churane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Tere sar ki kasam saf kahte hai hum
Hum to jalwa dikhane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh

bharatlyrics.com

Chor ke ghar mein ab chor aane lage
Log ghabrake nazare churane lage
Chor ke ghar mein ab chor aane lage
Log ghabrake nazare churane lage
Ab to dilbar bhi dil ko chhupane lage
Ab to dilbar bhi dil ko chhupane lage
Yaar itna na dar hum tere naam par
Jaan apni lutane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh

Haye ye tadpna machalna hume mat sikha
Haye ye tadpna machalna hume mat sikha
Ye dagabazi dhokha hume mat sikha
Teri kismat mein malik ne rona likha
Teri kismat mein malik ne rona likha
Aankhe jayenge khul lal kar denge gul
Hosh tere udane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Tere dil ko churane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh

Jake banduk lahum pe goli chala
Jake banduk lahum pe goli chala
Samne hain tere khubsoorat bala
Hum to karte hain dildar dava khula
Paap howe ka puny ab lage dhoon
Paap howe ka puny ab lage dhoon
Teri duniya mitane aaye hain aaye hain
Sat pave ke gun ab lage hain dhun
Sat pave ke gun ab lage hain dhun
Teri duniya mitane aaye hain aaye hain
Tere sar ki kasam saf kahte hain hum
Hum to jalwa dikhane aaye hain aaye hain
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh
Saat talon mein rakh saato pardo mein rakh.

Saat Talon Mein Rakh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download