Sabhi Bhakto Ke Maan Lyrics - Asha Bhosle

Sabhi Bhakto Ke Maan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Karishma Kali Kaa (1990). The music of Sabhi Bhakto Ke Maan Dance, Religious track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Maa o maa
Sabhi bhakto ke
Man mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare
Kalap taru jaisi kali
Charo fal dene wali
Kabhi na nirash kare
Jai mata bolo jai mata
Jai mata bolo jai mata
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa
Sabhi bhakto ke man
Mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare

Andh viswaso ki kaha
Tak reet chalegi
Tu jo jeevan deti hai
Bali tu kyu mangegi
Andh viswaso ki kaha
Tak reet chalegi
Tu jo jeevan deti hai
Bali tu kyu mangegi
Paas devi ke chali
Man door wo tras kare
Dusto ka nash kare
Sabhi bhakto ke man
Mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare
Kalap taru jaisi kali
Charo fal dene wali
Kabhi na nirash kare
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa
Sabhi bhakto ke
Man mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare

bharatlyrics.com

Bhole bhakto ko tere
Na papi thag payenge
Karodh jagega tera
Kaha bach kar jayenge
Bhole bhakto ko tere
Na papi thag payenge
Karodh jagega tera
Kaha bach kar jayenge
Sharan mein aaye jo
Teri puri tu aas kare
Dusto ka nash kare
Sabhi bhakto ke man
Mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare
Kalap taru jaisi kali
Charo fal dene wali
Kabhi na nirash kare
Sabhi bhakto ke man
Mein kali niwas kare
Dusto ka nash kare
Jor se bolo jai kali mata
Mil kar bolo jai kali mata
Har dau bolo jai kali mata
Jor se bolo jai kali mata
Hosh mein bolo jai kali mata
Josh mein bolo jai kali mata
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa
Jeevan dene wali kaa
Karishma kali kaa.

Sabhi Bhakto Ke Maan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download