Sajna O Sajna Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Sandeep Jain

Sajna O Sajna lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Sandeep Jain from Trapped In Tradition: Rivaaz (2011). The music of Sajna O Sajna Romantic track is composed by Anand Raj Anand while the lyrics are penned by .

Sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna

Bichhade ham na jaane kab se hum
Khaali kadam na jaane kab se
Bichhade ham na jaane kab se hum
Khaali kadam na jaane kab se
Chaurahe par dhundha karoon
Har ghadi tujhe main socha karoon
Mere yaara mere yaara
Mujhe mil jara
Mujhe mil jara…sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna

bharatlyrics.com

Lagti hai teri yeh judaai
Parso ki teri tanhaai
Jal gaye mere sapne
Kaise ye aag lagaai
Taras raha main na jaanu kab se
Barase hiya main na jaanu kab se
Mere yaara mere yaara
Mujhe mil jara
Mujhe mil jara..

Behata akela main sagar mein
Meri na koi dagar hai
Miljaa piya mujhe aise
Kasti ki sahil mile jaise
Mil ke mujhe ab na hona juda
Phir na kabhi na dena saja
Mere yaara mera yaara
Mujhe mil jara
Mujhe mil jara..
Sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna
Sajna sajna sajna o sajna.

Sajna O Sajna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download