Sapnon Se Bhare Naina Lyrics - Shankar Mahadevan

Sapnon Se Bhare Naina lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Luck By Chance (2009). Sapnon Se Bhare Naina Motivational soundtrack was composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan with lyrics written by Javed Akhtar.

Bagiya bagiya balak bhage
Tettli phir bhi haath na lage

Is pagle ko kaun bataye
Dhoond raha jo tu jag mein
Koi jo paaye
Maan mein hi paaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina

bharatlyrics.com

Aise dagar koi agar
Jo apnaye
Har raah ke
Woh anat pe raste hi paaye

Dhoop ka rasta ho
Phele jalaye
Mod to aaye
Chaaau na aaye
Raahi jo chalta hai

Chalta hi jaaye
Koi nahi hai jo kahin use samjhaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Naina re

Door se hi sagar jise har koi maane
Pani hai woh ya reth hai yeh kaun jaane
Jaise ke din se rain alag hai
Sukh hai alag hai aur chain alag hai
Per yeh jo dekhe woh nain alag hai

Chain to apna sukh hai paraye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re.

Sapnon Se Bhare Naina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download