Sari Raat Jagaye Lyrics - Alka Yagnik, Mohammed Aziz

Sari Raat Jagaye lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz from Zulm Ko Jala Doonga (1988). The music of Sari Raat Jagaye Masti track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Anwar Sagar.

Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya

bharatlyrics.com

Yu to sun tera kajra
Gajra bhi karta hain tang
Yu to sun tera kazra
Gajra bhi karta hain tang
Bindiya payal kala til
Aur uspe gora rang
Bindiya payal kala til
Aur uspe gora rang
Aur aashiq mujhe banaye
Aur shayar mujhe banaye
Teri chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya

Bin tere ek pal bhi
Main to ji nahin paunga
Bin tere ek pal bhi
Main to ji nahin paunga
Teri zudai ke dar se
Haye main mar jaunga
Teri zudai ke dar se
Haye main mar jaunga
O meri chudi raz sunati
Hai meri chahat ka
Har meri tadap ka meri
Chubna ka aur meri ulfat ka
Meri jaan hain tu mere
Dil ne feel ki tasveer sathiya
Tere hi gun gaye aur kya kya
Ye samjhaye meri chudiya

Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Chudiya mujhko bada
Sataye teri chudiya
Sari raat jagaye mere
Dil ka chain churaye
Teri chudiya mere dil ka hal
Sunaye meri chudiya
Arey mujhko bada
Sataye teri chudiya
Mere dil ka hal
Sunaye meri chudiya
Aji mujhko bada
Sataye teri chudiya.

Sari Raat Jagaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download