Sehwan Ki Maati Se Lyrics - Khalil Haider

Sehwan Ki Maati Se lyrics, the song is sung by Khalil Haider from Ae Gandumi Rangat Waali Vol 2 (2007). The music of Sehwan Ki Maati Se Ghazal track is composed by Khalil Haider while the lyrics are penned by .

Sehwan ki maati se mujhko
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Laal ali ka chahein toh
Laal ali ka chahein toh
Taqdeer badal jaati hain
Sehwan ki maati se mujhko

Maao ko tu bete bakshe
Behno ko bichhade bhaai
Maao ko tu bete bakshe
Behno ko bichhade bhaai
Pyar ki tune laal kalandar
Jag mein jyot jagaai
Har dukhiya ki is dar par
Fariyaad suni jaati hai
Laal ali ka chahein toh
Taqdeer badal jaati hain
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Sehwan ki maati se mujhko

Unchi tere sheher ki galiya
Ghoonje in mein naare
Unchi tere sheher ki galiya
Ghoonje in mein naare
Sakhi husaain ke sadke kartey
Dukh sab door hamare
Arsh pe teri nobat ki
Lalkaar suni jaati hai
Laal ali ka chahein toh
Taqdeer badal jaati hain
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Sehwan ki maati se mujhko

bharatlyrics.com

Is waadi mein aakar tune
Haq ki shamma jhalayi
Is waadi mein aakar tune
Haq ki shamma jhalayi
Doob rahi thi kashti tune
Aakar paar lagayi
Laal hain sonha jiski ye
Tanveer nazar aati hain
Laal ali ka chahein toh
Laal ali ka chahein toh
Taqdeer badal jaati hain
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Sehwan ki maati se mujhko
Nazaf ki khusboo aati hain
Laal ali ka chahein toh
Laal ali ka chahein toh
Taqdeer badal jaati hain
Sehwan ki maati se mujhko.

Sehwan Ki Maati Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download