SHAYAR LYRICS: The song is sung by Prabhakar Raj under T-Series label. SHAYAR song was composed by LarkZ, with lyrics written by Prabhakar Raj.
Shayar Lyrics
Hum
Shayar agar hota main jaane jigar
Kehta tu nazmo sa hai tu mere nagmo sa hai
bharatlyrics.com
Dil tham ke rakh leta gum naam se
Panno mein khat ki tarah
Tujhko main hai dil ruba
Ishq ki kitabon se
Shaam ki namazon se lafz
Jo chura paun
Sab tujhe hi kar dun ada
Tera hua tera hua
Tera hua tera hua
Tera hua
Tara main tere ambar ka
Tujh mein hi tutunga
Tera kinara main sara ka sara main
Tujh mein hi dubunga
Raat bhar ke khwabon se
Bachpanon ki yaadon se
Chain jo chura paun
Sab tujhe hi kar dun ada
Tera hua tera hua
Tera hua tera hua
Tera hua
Mandir mazaron mein jo
Lagi hui thi kabhi
Puri hui wo dua
Vaise to mera hua
Hota mein shayar
Laake kalam mein tera hi hota
Har ek janam mein tera hua
Main tera hua tera hua tera hua aa
