Shola Ulfat Ka Bhadka Ke Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Shola Ulfat Ka Bhadka Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Aurat (1967). The music of Shola Ulfat Ka Bhadka Ke Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye

bharatlyrics.com

Deewana aa gaya raho mein aapki
Jine ka shok hai baho mein aapki
Deewana aa gaya raho mein aapki
Jine ka shok hai baho mein aapki
Din hai bahar ke mausam hai pyar ka
Kahiye irada kya hai aakhir sarkar ka
Aakhir sarkar ka
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil me aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye

Ulfat ka bojh yun dil par na daliye
Jalim sabab hai khud ko sambhaliye
Ulfat ka bojh yun dil par na daliye
Jalim sabab hai khud ko sambhaliye
Sab kuch ye pyar ki masti ka josh hai
Najro me aap hai fir kisko hosh hai
Fir kisko hosh hai
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye.

Shola Ulfat Ka Bhadka Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download