So Gaya, Yeh Jahan Lyrics - Nitin Mukesh Chand Mathur

So Gaya, Yeh Jahan Lyrics - Nitin Mukesh Chand Mathur

So Gaya, Yeh Jahan Lyrics - Nitin Mukesh Chand Mathur

So Gaya, Yeh Jahan lyrics, the song is sung by Nitin Mukesh Chand Mathur from Tezaab (1988). So Gaya, Yeh Jahan Dream soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Javed Akhtar.

So gaya yeh jaha so gaya aasama
So gaya yeh jaha so gaya aasama

So gayi hai saari manzile
O saari manzile so gaya hai rasta
So gaya yeh jaha so gaya aasama
O saari manzile so gaya hai rasta
So gaya yeh jaha so gaya aasama

Raat aayi toh woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye so gaye
Raat aayi tho ham jaise aawaara
Phir nikale raaho mein aur kho gaye
Raat aayi toh woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye so gaye
Raat aayi tho ham jaise aawaara
Phir nikale raaho mein aur kho gaye
Iss gali uss gali iss nagar uss nagar
Jaaye bhi tho kaha jaana chaahe agar
O so gayi hai saari manzile
O saari manzile so gaya hai rasta
So gaya yeh jaha so gaya aasma
So gaya yeh jaha so gaya aasma

bharatlyrics.com

Kuchh meri suno kuchh apani kaho
Ho paas toh aise chup naa raho
Ham paas bhi hai aur dur bhi hain
Aajad bhi hai majbur bhi hain
Kyun pyaar kaa mausam bit gaya
Kyun hamse zamaana jit gaya
Har ghadi mera dil gham ke ghere me hain
Zindagi door tak abb andhere mein hain
Andhere mein hain andhere mein hain
O so gayi hain saari manzile
O saari manzile so gaya hai rasta
So gaya yeh jaha so gaya aasma
So gaya yeh jaha so gaya aasma.

So Gaya, Yeh Jahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *