Surilee (Title) Lyrics - Shaan

Surilee (Title) lyrics, the song is sung by Shaan from Surilee (2017). Surilee (Title) Love soundtrack was composed by Shaan with lyrics written by Kunwar Juneja.

Aankhon mein tere na jaane kya tha
Bhooley se na bhool paya kabhi
Koi chupa tha palkon ke peechhey
Tu hi bata wo main toh nahi

Dil ke safon pe jo likh chuka hu
Kehna hai mujhko ab toh wohi

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein

Tujhse haseen koi hoga nahi
Mujhko yakeen ho gaya hai
Dekhi nahi kabhi sochi nahi
Tujhme dikhi wo adaa hai

bharatlyrics.com

Mehsoos mujhko yun ho raha hai
Tu hai khuda ki karigiri

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein

Tune kaha na kuch bhi magar
Na jaane kya sun raha hu
Mujhme bhi tu hai tujhme bhi tu
Tu hi bata main kahaan hu

Lakhon duayein jo maine maangi
Uska sila hai jo tu hai mili

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein

Surilee teri aankhein
Surilee teri baatien
Suron mein tu dhali hai
Surilee teri yaadein.

Surilee (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download