Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Tadpati Hai Tarsati Hai lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Tera Mera Saath Rahen (2001). Tadpati Hai Tarsati Hai Sad soundtrack was composed by Anand Raj Anand with lyrics written by Sameer.

Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

bharatlyrics.com

Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Bhooli bisri apni saari baatein dourati hain
Aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain
Lehraati hain behlaati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

Woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Haan woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain
Door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain
Sharmaati hai ghabraati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hai
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai.

Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download