Tauba Main Pyar Karke Pachtaya Lyrics - Bob, Labh Janjua, Suzanne D'Mello

Tauba Main Pyar Karke Pachtaya Lyrics - Bob, Labh Janjua, Suzanne D'Mello

Tauba Main Pyar Karke Pachtaya Lyrics - Bob, Labh Janjua, Suzanne D'Mello

Tauba Main Pyar Karke Pachtaya lyrics, the song is sung by Bob, Labh Janjua, Suzanne D'Mello from Pyaar Ke Side Effects (2006). Tauba Main Pyar Karke Pachtaya Dance, Rock soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Mayur Puri.

Ye just move iteverybody in the party
Just move itif u feeling the spark
Just hands upif u wanna get down
Throw your hands up
One charm let me see u
Throw your hands up
One charm let me see u
Ye just move iteverybody in the party
Just move itif u feeling the spark
Throw your hands up
If u wanna get down

bharatlyrics.com

You can be my man
You can be my man

Tauba mein pyaar karke
Tauba mein pyaar karke pachtaya
Tauba mein pyaar karke
Tauba mein pyaar karke pachtaya
Maine socha ek akela.
Main rahoonga kitna re
Dil kabutar ud gaya
Mera dekh ke chehra chikna ve
Phitte muan phitte muan
Phitte muan dil ne bura fasvaya
Tauba mein pyaar karke
Tauba mein pyaar karke pachtaya
Tauba mein main pyaar karke
Tauba mein main pyaar karke pachtaya

Tauba main pyaar karke
Tauba main pyaar karke pachtaya
Sher sa tanke tha jeeta
Yaar mere mainnu kainde cheeta
Sher sa tanke tha jeeta
Yaar mere mainnu kainde cheeta
O toh supankha lagdi hai
Jo kadi lagdi si sita
Apne ghar mein kaid hua toh
Ye samajh mein aaya re
Main jise bulbul samjhaa tha
Wo hai saiyaad ka saaya
Ke zinda koi nai bach paaya
Tauba mein pyaar karke
Tauba mein pyaar karke pachtaya
Tauba mein main pyar karke
Tauba mein main pyaar karke pachtaya
Uah aah baby be my man
Uah aah love me the way u can
Uah aah baby be my man
Uah aah love me the way u can

Dil da kamra jad si tha khali
Ros goanda reha kawali
Ek haath se hi bajti thi
Kitne taal mein meri taali
Ab gali sunti hain saari
Shor aisa aaya hain
Usne ghar wich aake mera
Aisa band bajaaya
Ki mujhpe hasta hain mera saaya
Tauba mein pyaar karke
Tauba mein pyaar karke pachtaya.

Tauba Main Pyar Karke Pachtaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *